A/N- This story is based on SachVi. But this story is little different from others. Usually, all the story starts from Bureau, but this story starts from SachVi's school. Sachin is 15 and Purvi is 13. Hope you will like it. Please tell me if you don't like it and the reason behind not liking the story. I am new and not Indian so sorry for all the mistakes.


Outside A School

A boy was sitting quietly while doing his homework. And all the boys from this class or same of his age were playing and on the other side all the girls were playing. While playing, the ball came to the boy and other boys looked at him.

Other Boy- Oie Sachin, bal pass karna yaar.

Another Boy- Aur tum yaha kyun baithe ho? Aaho na saath mein khelte hain.

Sachin- Nahi Raj, mera mann nahi hai.

Other Boy- Tujhe toh hamesha padhai mein hi mann lagta hai.

Sachin- Aisi koi baat nahi hai.

Raj- Accha toh aa jaho na.

Sachin- Thik hai.

Sachin kept his homework aside and came to his friends with the ball. While playing, he stepped on the ball so he fell. Suddenly, he heard a girl laughing. He turned and looked at her. She was laughing too laud that everyone were looking at her stead of Sachin. His friend gave him his hand so Sachin got up and again looked at the girl. Sachin and his friends went to her and she laughed more.

Other Boy- Oie ladki, tu itni has kyun rahi hai?

Raj- Pagal toh nahi ho na tum?

Girl- Yeh tere dost kitna ajib hai. Ball khelna bhi nahi jaanta.

Other Boy- Badhi aayi ball khelna jaane wali.

Raj- Girte toh sab hai, lekin tumhe hasne ki kya zaroorat hai? Kitna bura lag raha hai Sachin ko.

Girl- Ab jab koi saamne girta hai toh hasi apne aap aa jaati hai.

Raj- Sachin, tum kuch bolte kyun nahi?

Sachin- Kyunki mere pas kuch hai ki nahi bolne ke liye.

Other Boy- Kaise nahi hai? Tu...

Sachin- Jaane do Rahul. Abhi bahut chotti hai yeh. Kuch jaanti nahi hai. Badhi ho kar samaj jaayegi ki jab koi girta hai toh uss per hasna nahi chahiye. Balki usse uthne mein madat karni chahiye.

Rahul- Sachin, tu isse jaane dega?

Sachin- Toh phir kya karu?

Raj- Badla nahi loge?

Sachin- Yeh bas hasi hi toh hai. Iss mein badla lene wali kya baat hai?

Raj- Baat toh thik hai. Chalo chalte hain.

Raj- Oie Ladki ek baat acche se sunle doobara agar tere saamne koi girre toh uss per hasna mat.

Sachin and his friends went and the girl smiled. And all of her friends became confused.

Other Girl- Oie Purvi, tu khush kyun ho rahi hai?

Another Girl- Tujhe kitna sunna kar gaya woh.

Purvi- Koi baat nahi. Tum dono ko pata hai aaj uss girne wale ladke ne mujhe ek baat shikha diya. Agar koi girta hai toh uss per hasna nahi chahiye, balki usse uthne mein madat karni chahiye.

Other Girl- Pagal ho gayi hai kya tu? Kitna kuch sunna kar gaye woh tino.

Purvi- Tino nahi Pooja. Sirf dono ne sunnaya.

Another Girl- Haan yaar. Woh girne wala ne toh kuch kaha hi nahi.

Purvi- Tune sach kaha Priya woh girne wala toh kitna accha hai. Mujhe hasna nahi chahiye tha.

Pooja- Thodi ser pehle toh zor zor se has rahi thi uss per, lekin ab wohi accha lagne laga tujhe?

Priya- Chodna yaar. Sach hi toh keh rahi hai.

Purvi- Chalo chalte hain.

Priya- Chal.

They also went and some days passed. Purvi used to look for Sachin everyday, but never saw him. But one day, she saw him and came to him. Sachin smiled lightly seeing her and she smiled fully.

Sachin- Tum?

Purvi- Mujhe tujhse sorry kehna tha?

Sachin- Mujhse?

Purvi- Haan.

Sachin- Kyun?

Purvi- Main uss din tujh per hasi thi na iss liye.

Sachin- It's OK.

Purvi- Tujhe bura nahi laga jab main hasi?

Sachin- Nahi.

Purvi- Kyun?

Sachin- Kyunki mere girne ke waja hi hasne wala tha.

Purvi- Mujhe tujh per hasna nahi chahiye tha.

Sachin- It's OK.

Purvi- Waise tere naam kya hai?

Sachin- Sachin.

Purvi- Oh... Mera naam nahi puchega tu?

Sachin- Tumhara naam kya hai?

Purvi- Purvi...

Sachin- Nice name.

Purvi- Thank you.

She smiled and he also smiled lightly.

Purvi(forwarding her hand)- Friends!

Sachin- Friends?

Purvi- Haan.

Sachin- I am sorry, lekin main ladki ko apna dost nahi banata.

Purvi took her hand back to herself and smiled lightly.

Purvi- Sorry.

Sachin- Lekin agar tum chaho toh tumhe apna dost bana sakta hoon.

Purvi- Sachi?

Sachin- Hmm...

Purvi- Matlab aajse hum dost hain na?

Sachin- Haan.

Both of them smiled and just then, Rahul and Raj saw them together.

Rahul- Oie Raj, yaha chal kya raha hai?

Raj- Pata nahi yaar.

Rahul- Jab Sachin ko uss ladki se bolna tak nahi chahiye woh has raha hai uske saath.

Raj- Chod do na yaar. Kitne acche lag rahe hain dono ek saath.

Rahul- Ab tujhe kya ho gaya hai? Sachin ke saath rehte rehte uske jaisa mat ban jaana. Aur tune kya kaha?

Raj- Kya?

Rahul- Tujhe lagta hai na ki woh dono acche lag rahe hain?

Raj- Haan, dekho toh sahi.

Rahul- Arre hum sab bache hain. Aur abhi se tujhe ladki acchi lagne lagi.

Raj- Rahul, main ladki ki baat nahi kar raha hoon. Main Sachin aur uss ladki ki baat kar raha hoon.

Rahul- Keh toh tu sach raha hai, lekin mujhe lagta hai ki agar Sachin iss ladki ke saath ek din se zyada raha na toh yeh Sachin ko zaroor bigaad degi.

Raj- Itni bhi buri nahi hai.

Rahul- Sachin hamesha top aata hai aur maine sunna hai ki yeh pichli baar fail hoyi thi.

Raj- Agar aisa hai toh inn dono ko saath mein rakna chahiye.

Rahul- Kya baat kar raha hai yaar? Woh bigaad degi Sachin ko. Hamara dost hamara nahi rahega.

Raj- Rahul, Sachin usse padhna shikha dega. Aur woh pass ho jaayegi.

Rahul- Pagal ho gaya hai tu?

Raj- Chalo bulate hai Sachin ko. Class mein jaane ka time ho gaya.

Rahul- Chal.

Rahul and Raj went and stood beside Sachin.

Rahul- Sachin, chal class mein jaane ka time ho gaya.

Sachin- Haan haan chalo. Bye Purvi.

Purvi- Bye.

Rahul looked at them confusingly and Raj smiled. Three of them went from there and Purvi went to her class. The next day, all the children came outside at the lunchtime. And Sachin was again doing his homework while others were playing. Purvi came and sat beside him.

Sachin- Arre Purvi tum?

Purvi- Kya kar raha tu?

Sachin- Homework.

Purvi- Tujhe bore nahi lagti?

Sachin- Lagti hai, lekin karna padhta hai.

Purvi- Mujhe homework bilkul pasand nahi hai. Main homework kabhi nahi karti.

Sachin- Tumhe karna chahiye.

Purvi- Main test ke liye bhi nahi padhti.

Sachin- Aisa kyun?

Raj saw SachVi talking and signalling Rahul, but he became shocked.

Rahul- Yeh ladki phir se Sachin ke pas aa gayi?

Raj- Toh kya hua? Kamse kam thodi der ke liye Sachin ne kitaben band toh karli.

Rahul- Yaar main abhi se keh raha hoon ki yeh Sachin ko bigaad degi. Maine ek dost ko kho diya.

Raj- Kya keh rahe ho yaar? Aisa kuch nahi hoga. Dekh na Sachin Purvi ko iss baar fail hone nahi dega.

Rahul- Usse fail hone nahi dega, lekin khud fail hoga. Aaj tak jo hamesha top hua hai ab woh fail hoga. Main Sachin ko fail hote huye nahi dekh sakta yaar.

Raj- Chup karo yaar. Dekh na Iss baar Sachin top bhi hoga aur Purvi bhi pass hogi.

Rahul- Sapne se bahar aaho aur dekho.

Raj- Tumhe yakin nahi ho raha hai na toh tum dekhna.

Rahul- Dekhte hain ki iss baar Sachin kitni points se fail hota hai.

Raj smiled seeing SachVi and Rahul also looked at them. Meanwhile on the other hand, Sachinwas telling Purvi to study.

Sachin- Arre tumhe padhna chahiye.

Purvi- Kitaben boring hote hain.

Sachin- Dekho agar tumhe meri dost banna hai toh tumhe padhna hoga. Aur agar meri dost banna nahi hai toh...

Purvi- Yaar, yeh padhi dosti ke bich mein kaha se aa gaya?

Sachin- Jaha se bhi aaya ho tumhe padhna hoga matlab padhna hoga. Aur Rahul keh raha tha ki tum pichli baar fail huyi thi.

Purvi- Class fail nahi huyi thi bas ek test mein fail huyi thi, lekin maine recover kar liya.

Sachin- Tum test mein kitna points laati ho?

Purvi- Kabhi 70 kabhi 75 aur kabhi 72.

Sachin- 80 kabhi nahi aata?

Purvi- Nahi.

Sachin- Issi liye tumhe padhna chahiye. Agar tum bina padhe itna points laa sakti ho toh agar tum padhogi toh 100 points bhi laa sakta hai.

Purvi- Thik hai main padhungi, lekin tujhe bhi meri ek baat maanni hogi.

Sachin- Agar tum padhogi toh main wohi karunga jo tum bologi.

Purvi- Tu aajse mujhe tum mat bolna.

Sachin- Yeh toh muskil hai mere liye.

Purvi- Padhai bhi muskil hai mere liye.

Sachin- Accha thik hai. Main tumhe tum nahi tu bolunga. Ab toh padhogi na?

Purvi- Haan koshish karungi.

Sachin- Good. Aur agar tumhe... Mera matlab tujhe agar koi problem ho toh mere pas aana main tujhe shikha dunga.

Purvi- Thik hai.

Sachin- Ab chalte hain. Class ka time ho gaya hai.

Purvi- Haan chal.

Both of them got up and Purvi went to her friends and Sachin came to Raj and Rahul.

Rahul- Sachin. tu iss ladki se milta kyun hai?

Sachin- Kyun, kya hua?

Rahul- Yeh tujhe bigaad degi.

Sachin- Itni bhi buri nahi hai yaar woh.

Raj- Wohi toh main keh raha tha.

Rahul- Any ways, chal.

They went to their class and Purvi also went with her friends. Some days passed and Sachin was helping Purvi in studying. And on the other hand, Rahul was worried thinking Sachin was fail for the first time while Raj was happy seeing Sachin helping Purvi. One day, Sachin was going to his class with Rahul and Raj and Purvi came running to them. Before they could think what happen, she hugged Sachin tightly and Rahul and Raj remained shocked. Sachin didn't know what to do so he just stood there. Purvi saw Rahul and Raj standing so she got separated.

Sachin- Purvi, hua kya hai?

Purvi- Main bata nahi sakti.

Rahul- Aisi kya baat hai jo tu bata nahi sakti?

Purvi- Main itni khush hoon ki main bata nahi sakti.

Sachin- Aur itni khush kyun hai tu?

Purvi handed him the test paper and Sachin smiled seeing it. Rahul was shocked while Raj also smiled seeing it.

Sachin- Wow Purvi. Tune 100 mein 95 points earned kiya hai?

Purvi- Haan.

Rahul- Kiski copy ki thi test mein?

Purvi- Kisi ki nahi. Maine yeh points khud padhke laaye hain.

Raj- Good.

Purvi- Tujhe bahut bahut thank you Sachin. Teri wajase aaj maine itna points laaya hai.

Sachin- Thik hai thik hai. Aage bhi aise hi maan laga kar padhna.

Rahul- Arre hum late ho jaayenge. Chalo.

Purvi- I am so sorry. Maine tum sabko disturb kiya.

Sachin- Hum chalte hain.

Purvi- OK.

They went from there and Sachin turned and looked at her. Both of them smiled and went to their class. The next day, everyone in Sachin's class got their test paper back and Rahul started commenting.

Rahul- Dekha bigaad diya na uss ladki ne mere dost ko.

Raj- Kuch nahi hua hai Rahul.

Rahul- Kaise kuch nahi hua hai? Hamesha 100 ya 98 points aate the, lekin aaj sirf 95.

Sachin- Rahul, kabhi kabhi aisa hota rehta hai. Iss mein Purvi ki koi galti nahi hai. Accha tumhara kya hai?

Rahul- 85.

Sachin- Iss baar kam kaise ho gaya? Hamesha toh tum 90 above aate the.

Raj- Iss baar Rahul ne iss liye kam points laaye kyunki Rahul hamesha tumhare aur Purvi ke baare mein sochta hai.

Sachin- Kyun?

Raj- Kyunki Rahul ko lagta hai ki Purvi tumhe bigaad degi.

Sachin- Pagal ho tum Rahul. Accha Raj tumhara kya aaya hai?

Raj- 92.

Sachin- Good!

On The Other Hand, In Purvi's Class.

All were talking as their teacher had gave them free time. But Purvi was lost in her own thoughts. She was remembering all the movements with Sachin and smiling. Pooja and Priya saw that so they came to her and sat down.

Pooja(shaking her)- Purvi...

Purvi- Haan...

Pooja- Kya soch rahi hai?

Purvi- Kuch nahi yaar.

Priya- Kuch toh zaroor tha. Kya soch rahi thi?

Purvi- Sachin ke baare mein soch rahi thi.

Pooja- Woh tera naya dost Sachin?

Purvi- Haan.

Priya- Kya soch rahi thi uske baare mein?

Purvi- Woh kitna accha hai na?

Pooja and Priya looked at each other surprisingly.

Pooja & Priya- Matlab?

Purvi- Matlab kitni madat ki usne meri.

Pooja- Pagal ho gayi hai kya?

Purvi- Iss mein pagal hone wali kya baat hai?

Priya- Wohi toh. Accha toh koi kisi ko bhi lag sakta hai.

Pooja- Uss Sachin ke wajase kitna sunna padha tha tujhe uss din. Bhul gayi kya?

Purvi- Pooja tu aur Sachin ka dost Rahul ek jaise ho. Itna waqt ho gaya hai, lekin abhi bhi ek hi baat ko le kar baithe ho tum dono.

Pooja- Ab meri compare uss Rahul se mat karo. I am way much better than him.

Purvi and Priya smiled hearing her. Just then, the bell rang so all went to next class. Days continued passing and Purvi was getting high points on her test and Sachin continued getting 100 or 98 again. SachVi had became really good friends, but after some months the school came to the end. Sachin got top again and Purvi became second. At the end of the school, Purvi was sitting sadly and Sachin came and sat beside her. She looked at him and turned to another side, which made Sachin confused.

Sachin- Kya hua?

Purvi- Kuch nahi.

Sachin- Bata na please.

Purvi- Tu ab mujhe chod kar chala jaayega na toh bura lag raha hai.

Sachin- Main tujhe chod kar kaha jaa raha hoon?

Purvi- Dusra school.

Sachin- Woh toh hai. Ab 2 saal bad hi ek school mein ho paayenge.

Purvi- Accha tu mujhe bhul toh nahi jaayega na?

Sachin- Nahi nahi yaar. Main tujhe kaise bhul sakta hoon?

Purvi- Ek baat puchni thi tujhse.

Sachin- Kya?

Purvi- Badha ho kar mujhse shaadi karega kya?

Sachin- Nahi.

Purvi- Nahi?

Sachin- Nahi.

Purvi- Kyun? Main itni buri hoon kya?

Sachin- Purvi, future mein kya hoga yeh main nahi bata sakta.

Purvi- Ek aur baat puchni thi?

Sachin- Kya?

Purvi- Main tujhe kaisi lagti hoon?

Sachin- Acchi

Purvi- Lekin mujhe toh tu bahut accha lagta hai. Sach keh rahi hoon. Main tujhe bahut miss karungi.

Sachin- Main bhi karunga.

Purvi- High school mein kisi ladki ko dekh kar mujhe bhul mat jaana.

Sachin- Bura lagta hai na tujhe jab main kisi aur ko dekhta hoon toh?

Purvi- Haan. Bahut bura lagta hai mujhe.

Sachin- Accha, abhi main chalta hoon. Sab ko good bye kehni hai.

He got up to go, but she held his hand. He turned and looked at her. On the other hand, Rahul, Raj, Pooja and Priya were coming in search of SachVi. All of them saw SachVi and smiled. Purvi got up and hugged Sachin, which made all of them surprised. Rahul and Raj looked at each other and Pooja and Priya also looked at each other. Sachin smiled and hugged her back. Tears came into Purvi's eyes. She didn't know the reason behind her tears. Rahul, Raj, Pooja, and Priya smiled seeing them. Purvi wiped her tears and they got separated.

Purvi- Phone number milega mujhe?

Sachin- Phone number?

Purvi- Ab do saal tak tujhse baat kiye bina toh nahi reh sakti na main?

Sachin- Accha thik hai main apna phone number de dunga, lekin tujhe rone ki kya zaroorat hai? Do saal bad hum phir se ek hi school mein honge.

Purvi- Main ro nahi rahi hoon.

He smiled and gave her his phone number and went from there. Two years passed and Purvi and Sachin always talked over the phone. Sachin was still going first and Purvi was also getting high grades. After two year, Sachin was going to his class, but someone called him from behind.

Person- Sachin...

He turned smiling hearing Purvi's voice. Rahul and Raj were also going to their class while looking at their schedules. Purvi ran to Sachin so she pushed Rahul accidentally.

Rahul- Arre kaun...?

Rahul saw Purvi so he didn't say anything, but smiled. Purvi just ran and hugged Sachin tightly. He also wrapped his arms around her and smiled. She was too happy that she got tears on her eyes. And Rahul and Raj smiled seeing that. Everyone in the hall saw them while as Pooja and Priya also. SachVi saw everyone looking at them so they got separated.

Purvi- Sachin, tujhe pata hai maine tujhe kitna miss kiya?

Sachin- Tere aankhon mein jo aansu hain na usse dekh kar pata chal gaya mujhe ki kitna miss kiya.

Purvi- Aaj main sach mein bahut khush hoon.

Sachin- Main bhi bahut khush hoon.

Purvi- Juth mat bol.

Sachin- Maine kab juth bola hai tujhse?

Purvi- Abhi.

Sachin- Kaise?

Purvi- Agar tune mujhe miss kiya hota toh do saalon mein mujhse milne kyun nahi aaya?

Sachin- Main drive nahi karta.

Purvi- Tu drive nahi karta, lekin kisi ko bol ke bhi toh aa sakta tha na?

Sachin- Kya bolta ki mujhe kisi ladki se milne jaana hai? Log kya sochte?

Purvi- Accha thik hai.

Sachin- Waise tu bhi toh aa sakti thi na mujhse milne?

Purvi- Main bhi toh drive nahi karti.

Sachin- Kisi ko bol bhi toh sakti thi.

Purvi- Kya bolti ki mujhe kisi ladke se milne jaana hai?

Sachin- Hamara problem ek hi tha.

Purvi- Haan.

Sachin- Accha abhi hum class mein chalte hain. Pehla din hai late nahi hona chahiye.

Purvi- OK. Accha sun, chutti hone ke bad mujhse mil lena mujhe kuch dena hai tujhe.

Sachin- Thik hai. Rahul, Raj chalo.

Sachin, Rahul and Raj went to their class and Purvi went with Pooja and Priya. At the end of the day, Sachin saw Purvi sitting so he came near her.

Sachin- Bol kya dena hai tujhe?

Purvi got up and looked at him.

Purvi- Tujhe itni jaldi kyun hai?

Sachin- Kuch nahi. Bolna kya dena hai.

Purvi(giving him something)- Yeh le.

Sachin- Yeh kya hai?

Purvi- Maine tere birthday per kuch nahi diya hai na toh socha ki abhi de doon.

Sachin- Maine bhi toh tujhe kuch nahi diya hai?

Purvi- Diya hai tune.

Sachin- Kya diya hai maine?

Purvi- Arre teri wajase main padhna shikh gayi hoon. Aur kya chahiye mujhe student life mein?

Sachin- Woh toh hai. Anyways, thanks.

Purvi- Welcome.

Sachin- Accha, main chalta hoon. Kal milte hain.

He was about to go, but she held his wrist and came to him.

Sachin- Ab kya hai?

Purvi- Tujhe ek aur chiz dena hai.

Sachin- Kya?

She kissed his cheek and he became shocked.

Sachin(rubbing his cheek)- Yeh kya kiya tune?

Purvi- Kya?

Sachin- Hug tak toh thik hi tha, lekin kiss...? No way. I don't like kisses.

Purvi- Kya fark padhta hai? Hum dost hain.

Sachin- Dosten kiss nahi karte.

Purvi- Toh phir kya karte hain?

Sachin- Kuch dosten karte hain, lekin hum abhi bache hain. Agar abhi se kissing vissing hogi toh hamara future ka kya hoga. Mere toh kuch nahi hoga, lekin tu pregnant ho sakti hai yaar.

Purvi- Sachin, itna toh maine bhi padha hai ki sirf kiss karne se koi pregnant nahi hota. Pregnant hone ke liye bahut kuch karna padhta hai.

Sachin- Any ways, aage se mujhe kabhi kiss mat karna. OK?

Purvi- Not OK.

Sachin- Not OK?

Purvi- Hmm...

Sachin- Kyun?

Purvi- Arre kiss se kya hota hai yaar?

Sachin- Tu...

Purvi- Any ways, bye.

Sachin- Bye.

Both of them went to their house, but Sachin was thinking about Purvi the whole distances.

Sachin- Yeh Purvi ko kya hua hai? Teenager hai iss liye kuch samaj nahi rahi hai. I mean kiss? No way yaar. Woh mujhe kiss kaise kar sakti hai? Hum bahut acche dost hain, lekin iska matlab yeh toh nahi na ki hamare bich kiss viss shuru ho jaaye. Yaar, mujhe iss Purvi se dur rehna chahiye. Kya pata woh kab kya karde. Pagal hai bilkul.

Many days passed and Sachin always tried to keep himself away form Purvi, but Purvi always used to come to him. Sometimes with her homework and sometimes just to talk. Rahul, Raj, Pooja and Priya were happy seeing their friendship. SachVi now really became BFF and Rahul, Raj, Pooja and Priya were also nice friends. Rahul stopped commenting about Purvi and Pooja stopped commenting about Sachin also. All of them were really good friends, but again it came to the end of the school. Everyone became sad thinking about it and Purvi was really very sad. Purvi, Pooja and Priya were sitting in cafeteria and Sachin, Rahul and Raj came while taking about colleges.

Rahul- Kya hua ladies? Oie Pooja tu bhi aise baithi hai?

Pooja- Toh main aisa nahi baith sakti kya?

Rahul- Maine kab kaha ki tu aise baith nahi sakti?

Pooja- Toh tujhe kya problem hai mujhse?

Rahul- Jaane de. Waise ab mujhe tera chehra dekhna nahi padhega.

Raj- Priya tum bhi aise baithi ho?

Priya- Ab tumhe kya problem hai mujhse?

Raj- Main bas puch raha hoon yaar.

Rahul- Hum samaj sakte hain ki Purvi Sachin ko le kar dukhi hai, lekin tum dono ko kya hua hai?

Purvi- Main dukhi nahi hoon Rahul.

Sachin- Toh aise kyun baithi ho?

Purvi- Pata nahi kyun, lekin mujhe accha nahi lag raha. Sab kitne khush hain yeh soch kar ki kal ke bad school aana nahi padhega, lekin main...

Sachin- Kal last day of school hai na?

Rahul- Haan.

Sachin- Toh hum ek kaam karte hain.

Purvi- Kya?

Sachin- Ab kal ke bad pata nahi hum sab phir se mil paayenge yaa nahi iss liye hum kal pura din saath mein bithayenge.

Pooja- Main iss Rahul ke saath pura din nahi reh sakti.

Rahul- Main bhi nahi rehna chahta tujh jaisi ladki se.

Sachin- Guys. Meri baat suno toh sahi.

Raj- Continue karo Sachin.

Sachin- Main jaanta hoon ki tum tino iss liye dukhi ho kyunki hum abse iss school mein nahi honge right?

Purvi- Haan.

Sachin- Iss liye hum kal pura din saath mein bitayenge.

Purvi- Thik hai.

Sachin- Arre ab toh hasna banta hai na?

Pooja- Of course guys.

Everyone smiled, but Rahul turned to another side seeing Pooja smiling. Next day, all the teachers had freed their students thinking it's the last day and SachVi, Rahul, Raj, Pooja and Priya spent their day together at the school. Everyone were happy and even Rahul was happy. While others were playing games, Purvi took Sachin little far.

Sachin- Kya hua?

Purvi- Mujhe tujhse kuch baat karni hai.

Sachin- Bolna.

Purvi- I think i love you.

Sachin- What?

Purvi- Haan. Sach mein main tujhse pyaar karne lagi hoon.

Sachin- Purvi, tu pagal toh nahi ho gayi hai na?

Purvi- Sachi keh rahi hoon.

Sachin- Purvi, tu abhi teenage hai iss liye tu yeh sab soch rahi hai.

Purvi- Haan toh tu kaun sa teenage nahi hai. Tu bhi toh teenage hi hai.

Sachin- Maine kab kaha ki main teenage nahi hoon?

Purvi- Yaar, sach mein main tujhse pyaar karti hoon.

Sachin- Tu abhi jo kuch bhi keh rahi hai na woh sab galat hai. Tu mujhse pyaar nahi karti.

Purvi- Tujhe kaise pata?

Sachin- Kyunki teri umar hi aisi hai. Tujhe sirf lagta hai ki tu mujhse pyaar karti hai, lekin sachai yeh nahi hai.

Purvi- Sachin, tu samajta kyun nahi hai?

Sachin- Main tujhe samajta hoon Purvi. Main tera dost hoon.

Purvi- Dost nahi hai tu mera. Agar hota toh meri dil ki baat samaj jaata.

Sachin- Purvi, look. Main jaanta hoon ki tujhe abhi meri baat samaj mein nahi aayegi, lekin jab tu badhi ho jaayegi na toh tujhe khud samaj mein aa jaayega ki tu kitni galat thi.

Purvi- Galat tu hai main nahi.

Sachin- Purvi, tu abhi sirf 15 saal ki hai. Abhi tujhe apni padhai ke baare mein sochna chahiye. Naaki mere baare mein.

Purvi- Sachin...

Sachin- Mujhe kuch nahi sunna hai. Agar tu sach mein mujhse pyaar karti hai toh pehle acche se padhai karle. High school ke bad college jaa acche se padh. Apne parents ke baare mein toh soch.

Purvi- Sachin. maine kab kaha ki main padhai nahi karungi? Main shaadi ki baat nahi kar rahi hoon. Main tujhe bas apni dil ki baat baata rahi hoon.

Sachin- Wohi toh main keh raha hoon. Tu iss sabke baare mein mat soch. Sirf apne padhai aur career ke baare mein soch.

Purvi- Thik hai. Tu college jaa jo karna hai kar, lekin wada kar ki jab kisi se shaadi karega toh mujhse hi karega.

Sachin- Thik hai. Main tujhse hi shaadi karunga. Lekin agar tujhe mujhse shaadi karni hai toh tujhe acche se padhna hoga.

Purvi- Thik hai. Lekin college jaa kar mujhe bhul mat jaana. Yaad rakna ki main tera intazaar kar rahi hoon.

Sachin- Haan.

Purvi- Andar chal.

Sachin- Chal.

They again went back to others and sat with them.

Raj- Accha Priya, tum badhi ho kar kya banna chahti ho?

Priya- Kyun? Tumhe kya karna hai yeh jaan kar?

Rahul- Arre jab acche se puch raha hai toh bina sawal kiye jawab nahi de sakti tum?

Priya- Main doctor banna chahti hoon.

Pooja- Aur main bhi.

Rahul- Tujhe kisne pucha hai?

Raj- Rahul, rehne dona yaar. Sirf aaj hi toh hai hamare pas.

Priya- Waise tum kya banna chahte ho Raj?

Raj- Main toh teacher banhunga.

Rahul- Teaching kitni boring hoti hai yaar.

Raj- Lekin mujhe accha lagta hai.

Pooja- Aur Rahul, tu kya banna chahta hai?

Rahul- Tujhe kyun batau?

Pooja- Batana yaar.

Rahul- Main engineer banna chahta hoon?

Raj- Aur Sachin tum kya banoge?

Sachin- Cop.

All- Cop?

Sachin- Haan cop. Main CID cop banna chahta hoon.

Purvi- Sachin, yeh toh bahut muskil kaam hai. Agar tujhe kuch ho gaya toh?

Sachin- Arre kuch nahi hoga mujhe. Tu kya banegi?

Purvi- Pata nahi. Maine abhi tak socha nahi hai.

Rahul- Abhi tak socha hi nahi hai?

Purvi- Agar Sachin CID cop banega toh main bhi CID cop hi banungi.

Sachin- Ab yeh kuch zyada hi ho raha hai. Main CID cop banna chahta hoon iska matlab yeh nahi ki tu bhi CID cop hi banegi.

Purvi- Tu jaha hoga, main bhi wahi hongi.

Sachin- Pagal kahin ki.

Raj- Accha hi hai na. Tum dono CID cops banoge toh agar kabhi bhi tum dono ko chot lag gayi toh tum dono Priya aur Pooja ke pas aa jaana. Apna treatment karne ke liye.

Rahul- Aur tum dono ke bache ko Raj padhayega.

Sachin- Hamare bache?

Rahul- Ab itna surprise hone ki bhi zaroorat nahi hai tujhe. Hum sabko pata hai ki Purvi tujhse kitna pyaar karti hai. Aur hum yeh bhi jaante hain ki tere mann mein Purvi ke liye aisa feelings nahi hai, lekin hum sabko pata hai ki future mein bhi Purvi se pyaar karega.

Sachin- Aisa kuch bhi nahi hai.

Pooja- Kya yaar Rahul tu bhi. Kaha ki baat kaha pahuncha diya tune.

Rahul- Main toh bas sach keh raha hoon.

Raj- Any ways, chalo ghar jaane ka waqt ho gaya.

Rahul- Haan, chal.

Pooja- Ek minute.

Rahul- Ab kya hai?

Pooja- Rahul, mujhe tujhse kuch kehna tha.

Rahul- Aaj sunshine kis side se hua tha yaar?

Raj- Ussi side se jis side se hamesha hota aaya hai.

Rahul- Any ways, bol kya baat hai?

Pooja- Maine aaj tak mujhse jo bhi kaha hai na uske liye sorry.

Rahul looked at Pooja surprisingly while others smiled.

Rahul- Kya kaha tune? Sorry?

Pooja- Haan.

Rahul- How funny is that?

Pooja- Tujhe mazak lag raha hai na toh thik hai. Jaa apne ghar aur phir kabhi apna yeh sakkal mat dekhana mujhe.

Rahul- Arre tu gussa kyun ho rahi hai? Sorry mujhe bhi kehni hai tujhse. Maine bhi tujhse kabhi acche se baat nahi ki hai. Iss liye i am sorry too.

Pooja- Really?

Rahul- Haan.

Pooja- Toh thik hai. Hum aajse real friends OK?

Rahul- OK.

Priya- Mujhe bhi sorry kehni hai.

Sachin- Ab kisse sorry kehna hai tumhe?

Priya- Raj se.

Raj became shocked hearing that.

Raj- Tum mujhse sorry kyun bologi? Tumne kiya kya hai?

Priya- Main kabhi tumhare sawalon ke jawab acche se deti nahi hoon na iss liye.

Raj- Thik hai. Aue agar maine bhi kabhi tumse galat tarike se baat ki hai toh i am sorry too.

Priya- It's OK.

All of them smiled except Purvi.

Purvi- Sachin, main bhi tujhse sorry kehna chahti hoon.

Sachin- Kyun?

Purvi- Maine aaj tak jo bhi kiya hai uske liye.

Sachin- Kya kiya hai tune?

Purvi- Aisa kuch bhi jisse tujhe tension huyi ho.

Sachin- Aisa kuch bhi nahi hai. Accha agar maine kabhi bhi tere dil dukhaya hai toh i am sorry too.

Purvi- Tumne kabhi mera dil nahi dukhaya hai.

Rahul- Ab toh sabne sorry bhi bol diya hai. Ab toh ek group hug banti hai na yaar?

Pooja- Of course.

Rahul- Come on then.

Everyone smiled and they all hugged together.

Pooja- Isse maza nahi aaya yaar. One by one hug karte hain. Aur Rahul, tu photo click karna.

Rahul- Mujhe cameraman samja hai kya?

Pooja- Please na yaar.

Pooja hugged everyone and Rahul was clicking all the photo's while smiling.

Pooja- Accha, Rahul ab tu aa.

Rahul- Oie, agar photo click karna hai toh khade ho kar karna hoga. Hug karke nahi.

Pooja- Pehle aa toh sahi.

Rahul gave the camera to Raj and came to Pooja. He stood near her and looked at her.

Raj- Ready na?

Pooja- Haan haan ready.

Pooja hugged Rahul and Raj just clicked the photo. Rahul remained shocked seeing that and jerked her.

Rahul- Maine tujhse kaha tha na ki mujhe hug mat karna.

Pooja- Kya fark padhta hai yaar? Maine Sachin aur Raj ko bhi hug kiya, lekin unn dono ko toh koi problem nahi hai toh tujhe kya problem hai?

Rahul- Mujhe Purvi aur Priya ko hug karne mein koi problem nahi hai, lekin tu... Any ways, Purvi, Priya aaho.

Then he clicked photos with Purvi and Pooja and then with Sachin and Raj.

Priya- Raj, kya tum mere saath ek photo click karoge?

Raj- Main?

Priya- Haan.

Raj- Hug karke?

Priya- Hug karne ki zaroorat nahi hai. Bas normal photo.

Raj- OK.

Sachin- Kya baat hai hai yaar? Ladki Raj ke saath photo click karna chahti hai matlab kuch toh gadbad zaroor hai.

Priya- Koi gadbad nahi hai aur tum abhi se CID cop mat ban jaho.

Pooja- Wohi toh. Hug se kya hoga guys? It's normal between friends. Aur Raj Priya tum dono bhi hug karna. Sabne hug kiya hai ab agar tum dono nahi karoge toh accha nahi hoga.

Raj- Lekin...

Pooja- Sirf ek hug hi toh hai.

Raj- OK. I hope you are OK with it Priya.

Priya- It's OK. We are friends now.

Pooja- Yeh huyi na baat.

Raj and Priya stood next to each other and looked at everyone.

Sachin- Go head guys. Sirf ek hug hi toh hai.

Priya moved closer and Raj placed his hand around her. Both of them looked at each other and Rahul clicked the photo.

Rahul- Accha ab Sachin aur Purvi ki turn.

Sachin- Chal Purvi.

Purvi- OK.

SachVi stood near each other and others became confused.

Raj- Yeh kya yaar? Tum dono ne hamare saamne hi kamse kam 5 baar hug kiya hai, lekin ab kya hua hai?

Priya- Haan yaar.

Sachin- Purvi...

Sachin moved closer and she looked at him. He opened his arms so she hugged him. Rahul clicked their photo and Purvi hugged him tightly while crying. Everyone looked at each other sadly and Sachin also had tears in his eyes.

Sachin- Purvi...

Purvi- Sachin, please mujhe chod kar mat jaa.

Sachin- Purvi, samajne ki koshish kar. Hum jaha bhi honge, hum dost hi ban ke rahenge. Aur maine tujhe wada kiya hai na ki main tere intazaar karunga?

Purvi- Please Sachin. Tu kabhi kisi aur ke baare mein mat sochna. Main sach mein tujhse bahut pyaar karti hoon.

Sachin- Main tujhse pyaar toh nahi karta Purvi, lekin phir bhi main tera hi hoon.

Rahul, Raj, Pooja and Priya smiled seeing them and Rahul clicked their another photo. SachVi got separated seeing the flesh and looked at him.

Rahul- Wipe your tears and lets go guys. Sab ghar chale gaye hain. Sirf hum hi hain iss school mein.

Sachin- Haan haan chalo.

Pooja- Bye guys.

Rahul- Bye.

Sachin- Purvi, tu please mat rona. Agar tu rohi toh tera chahre bigad jaayega aur main tujhse shaadi nahi karunga. Agar tujh mujhse shaadi karni hai toh rona mat.

Purvi- Nahi rohungi.

Sachin- Promise?

Purvi- Promise.

Sachin- Bye.

Purvi- Bye.

Sachin, Rahul and Raj went and Purvi, Pooja and Priya also went. All of them looked back at each other and smiled. No matters how much they fights, but they are always friends. They wanted to stay with each other, but couldn't do anything. They had to go so they went to their house.


A/N- I know this is little crazy, but just wrote it in hope that you will like it. So how was it guys? Do you like it or not? If not, then give me the reasons behind not liking it. PLEASE REVIEW.