A. note - Guys this is set during Abhijeet ke ateet ka raaz…when he shifted to mental asylum…I have tried to shown state of mind when he feels alone…I tried to show his state of mind…
In mental asylum -
Abhijeet sitting on bed in mental asylum…sitting alone…in dark…want to be alone…from his best buddy…from Tarika….from whole CID team because everyone thinks he is not normal…that CID for which he gave his 14 yrs of life dn got kidnapped…. tortured badly…dn return with memory loss…he was unable to recognize his own mother who died in this shock…died to see her son's condition getting worse…
He was more hurt when he found that his Daya is suspecting him too… though he tried many times to find out the problem…but at the end of day he suspects him…nd he broke form inside when ACP told him to take rest at home…as he is not able to continue his job now…. so he tried to keep himself alone, seprate from whole world for sometime…
Saya bhi saath jab chod jaye…aisi hai tanhai saya bhi saath jab cho jaye aisi hai tanhai…tu kya samjhta hai Daya…main…main tere bina jee nahin sakta…tu bhi jee lega aur main bhi yahan reh loonga tere bina….mujhe koi zarurat nahin hai kisi ki…dn tears came in his eyes but he made his heart strong dn wipe his tears…
Rona chahu to…aansu na aye….aisi hai tanhai…sayaa bhi saath jab chod jaye…
sab kya samjhte hai ke main pagal hu….lekin koi…koi mera dard nahin samjhta…Jo aise chod ke mehboob jaye…to jeene se na kyu dil dooba jaye…
He remembers how ACP told Daya that he became danger to CID… they think he has gone mad dn he can do anything …
saya bhi saath jab chod jaye…saya bhi saath jab chod jaye aisi hai tanhai…
jab bhi kisi ko bhi meri zarurat padi hamesha…maine sab ka saath diya…paya hamne ye bin tere ranj ki raatein aur gham ke andhere….ranj ki raatein aur gham ke andhere…
aaj…aaj kisi ko meri zarurat nahin hai…itne saal diye CID ko…aur wo…dn he remember the good times spent with Daya nd his team…dn he remembers how ACP told him – tum bureau kyu aye Abhi…nd he move back to his house…looking helplessly at whole team….nd all was looking at him as he is really mad…
Wo bhi to hamse kho gaye hayee aisi hai tanhai…saya bhi saath jab chod jaye…aisi hai tanhai…
Main ACP se…chitrolle se bhi bhid gya…lekin aaj….aaj koi mera yakeen karne ko tyaar nahin…mere yahan akele hone se shayad kisi ko koi fark nahin padega…kisi ko yaad bhi nahin rahega ke koi Abhijeet bhi hua karta tha kabhi…shayad yehi hai zindagi…yehi hai aaj kal ki dosti…jo…jo waqt ke saath badlti hai…dn tears start to run on his cheeks again…he wipes roughly…dn than finally he burst into tears….dn he found himself alone in this whole world…
Author's note -
Plz review nd thanks for reading this…