Author's note - Guys m again on suspense :'( nd I already told before m not gud at all in crime nd suspense…lekin pata nahin kyu panga le liya maine…to plz jaisa hai padh lo achhe bache ban kar…

** Guys plz read again from Unknown part…I do major changes due to some reasons….hope u like this too**

In last chapter -

Abhijeet checked that magazine nd found that there was some chemical traces on magazine which leads to some change In Tarika's behaviour…

Abhi caught that bell boy who did this for money on order of unknown person nd handed him to local Police…then later he found that Tarika is missing...he found her everywhere dn finally call Police again…they start investigation…dn Tariak was kidnapped nd tied at unknown place…nd tear fall from Abhi's eye on fear of losing his jaan…

Abb age -

Abhi - Tarika…kahan dhoondu main Tarika ko…nd he get up…dn move towards police who was investigating there…a Police inspector came towards him…

Manager too move towards him - Sir…ek baat batana chah raha tha main…ek hafte pehle ek waiter tha yahan par…1-2 din hi aya tha…lekin aaj bhi tha wo subah…sab ne socha ke wo dobara aya hai….mere saamne nahin aya wo…lekin usne baakiyon ko kaha ke use dobara join kiya hai…aur subah 10 baje tak tha wo yahan…

Abhi shocked - kya itni badi baat apne hame pehle kyu nahin batayi…

Manager - Sorry Sir…

Abhi in anger - what Sorry? Ab uski photo chahye jaldi se jadi…

Manager - g Sir…

Inspector interrupts - Sir aap jis aadmi ke bare mein bata rahe hai…uska photos hamne bhej diya hai…jaldi hi hum pata laga lenge uska…aap fikar mat kijiye…nd suddenly phone rangs at reception…

Receptionists pick up the phone - Hello…g…g…dn she put phone on hold nd call Abhijeet - excause me Sir…apke liye phone hai…

Nd everyone's attention move towards phone as somehow they were expecting this…

Abhi narrow his eyes nd move fastly towards reception dn pick up the phone - hello…haan bol raha hu…kahan hai Tarika…agar use kuch bhi….theek hai pahunch jauga main…agar use ek kharoch bhi ayi to…nd that person cut the phone….hello….hellooo…

Inspector signal him by raising his thumb…

Abhi move towards him - plz jaldi se jaldi pata lagao ye phone kahan se aya hai…

Inspector - Sir bas do minute…

Unknown place -

Man place knife on Tarika's neck nd scratch a bit…which cause some bleeding from her neck…

Tarika screams in pain - aahhhhh…..chodo mujhe…plz chodo…

Man - a raha hai tera Abhijeet tere liye…lekin wo yahan se zinda nahin jayega wapis…

Tarika crying - nai plz Abhijeet ko kuch mat karna plz…bhale tum mujhe maar do…lekin use kuch nahin hona chahye…

Man - kaise tadap rahe hain dono ek doosre ke liye…yahan tum aur wahan wo…bahut bahut maza a raha hai mujhe…yehi dekhna chahta tha main…

Tarika crying - kyu kar rahe ho tum aise…kyuuuu…dn she struggle to remove herself from tight ropes tied to her hands nd feet which caused bruises nd cuts to her skin nd already bleed from sometime….

Man - chup…nai to ye chaku tere pet mein ghused doonga…aakhri baar dekh bhi nahin payegi Abhijeet ko…nd his mind diverted to a voice…he turn backward - oh Sr. Inspector Abhijeet…dhoond liya mujhe…mujhe pata tha…

Aee haath upar…Police speak pointing gun towards him…

Man - oh to Police uncle bhi aye hai saath mein…ha ha ha ….

Tarika look at Abhi - Abhijeettt nd tears run through his eyes…

Abhi look at her - Tarikaa….nd he lunged towards her…nd freed her from ropes…remove hanky from his pocket nd place it on her neck - tum theek ho Tarika…hain…maine tumhe kaha tha na kahin bahar mat niklna…kisi ke liye darwaza mat kholna…kuch chaye ho to mujhe batana….kyu nikli tum bahar…

Tarika smiles - haan Abhi…theek hu main…aur mein khud nahin gayi thi…

Inspector too lunged nd caught that man - hilna mat apni jagah se…

Man tries to free from them - ek minute...chodo mujhe…haath nahin lagana…he speaks in daring tone…

Abhi remove his gun dn place that on his head - uda doonga yehi main… bahut garmi chadi hui hai tujhe…

Inspector immediately hold his hand - Sir…Sir plz aap hampar chod dijiye Sir…dekh lenge hum ise…

Man evil laughs - ek min…itni jaldi kya hai…udane se pehle dekhna nahin chahoge kaun hu main…

Police man holds his cloth on face - a beta main utarta hu tera ghoongat… nd he remove cloth from his face….

Abhi shocked on see his face - TUMMM?

Inspector looking at Abhijeet - aap jaante hai ise Sir…

Abhi bite his lip nd pointed is finger towards him - tum to jail mein the na…

Man - haan jail mein tha main…ek ek din gin raha tha…roz yaad karta tha use…jaan de di usne tumhare liye… aur tum…tum yahan is doctor ke saath…honeymoon mana rahe ho…jaise hi mujhe pata chala ke tum log Shimla gaye ho…sehan nahin hua mujhse...maine koshish ki bhaaagne ki…aur us din tum logon ko Mumbai airport par dekha…peeche lag gya tumhare….

Inspector- abb tu phir se jayega ander…aur is baar bhaag nahin payega beta…

Abhi in anger - VARUN…mujhe bhi dukh hai Maya ki maut ka…lekin uski jaan ke liye main zimedaar nahin hu…wo khud ayi thi mere age… mat bhoolo usne koi kasar nahin chodi thi mujhe pagal banana mein… usne mujrimo ka saath diya tha…aakhir mein usne sirf pachtap kiya apni galti ka…wo bhi apni marzi se…uski saza tumne Tarika ko kyu di… KYU aag lagai hamare zindagi mein….HAIN….

Varun teary angry tone - meri behen ki tumhari nazron mein koi keemat nahin… usne tumhare liye JAAN DE DI APNIII….meri aankhon ke saamne usne dam tod diya aur man kuch nahin kar saka…KUCH NAHIN KAR SAKA MAIN….

Abhi shouts - CHUPP…tum apne irade mein kabhi kaamyaab nahin ho sakte samjhe… maine nahin kaha tha wo jaan de mere liye…

Varun laughs - ha ha...kaamyaab nahin ho saka…ha ha…zara dekho apne aap ko aur Tarika ko…wo Vijay…mera aadmi tha…uski madad se main Tarika ko iske room se gayab kiya…

Abhi - kyu kiya tumne ye sab…

Varun - main tum dono ko barbaad karna chahta tha…

Tarika looking at him in shocked position - iska matlab wo sab…nd she look at Abhi…with tears in her eyes…

Abhi looking at him - kya mila tumhe ye sab karke…

Varun opens his eyes wide - SUKOON…Sukoon mila mujhe…

Abhi had tears in his eyes nd was boiling in anger - lekin dekha…tum pahunch gaye wapis jail mein…aisi saza milegi tumhe iski…

Varun laughs - main bas tumhe dard dena chahta tha…bhale main pakda gya lekin mujhe is baat ki khushi hai thori der ke liye maine tumhe tadpaya to sahi Tarika ke liye….ha ha aur tum kya samjhte ho...tum log aye ho mujhe yahan trace karke…khud kiya maine phone wahan…main chahta tha aur jaanta tha ke tum log mujhe dhoond loge…aur mujhe iska koi afsoos nahin hai…

Inspector holding him from collar - chal uth beta…abb tumhe jo dard jail mein milega na…wo tu kabhi nahin bhool payega…nd he throw him towards constables - le jao ise…daal do jail mein…shayad ise mental…iske saathiyon ko bhi dabochte hain kahan tak bhagenge wo…aur ise shayad mental Asylum jana padega…nd they caught him nd move towards Police van…

Inspector - we r so sorry Sir…hamare shaher mein aapko kitni takleef sehni padi…kaise kaise logon se pala pada apka…

Abhi - are nai yaar…iske jaise log to har jagah hote hai…don't worry…

Inspector - G aap theek keh rahe hai Sir…main niklata hu…Vijay aur us waiter ko bhi pakdte hain…aap log bhi chaliye…ye jagah safe nahin hai Sir…dn he left them alone…

Abhi holding Tarika from her arms who was crying place her hand on her face - Tarika…theek ho tum…

Tarika hide her face in his chest - Abhiiii….nd she cried holding his arms tightly…

Abhi rub his hand on her hairs - relax Tarika…abb main a gya hu na… sab theek hai…nd he seprate her from hug…

Tarika looking into his eyes sobbing - Abhi…

Abhi cupped her face - shhh shhh Tarika…maafi tumhe nahin mujhe maangni chahye…jo kuch bhi hua wo….nd he stop

Tarika - nahin Abhi…maine bhi…

Abhi place his hand on her face - Tarika abb plz wo sab yaad mat karo plz…bas ye yaad rakho ke abb sab theek hai…gham ke badal chat chuke hai hamare upar se…abb sirf khushiyan hi khushiyan hongi…nd he hugged her again…nd they left for resort…

After one hour -

Abhi nd Tarika moving towards their room…after Tarika's dressing…nd other legal formalities…dn Tarika was feeling better now…both were looking happy…dn they enter inside their room…

Abhi - li jiye madam…pahunch gaye hum…he speak locking the door…

Tarika hold his arm tightly - Abhijeet…main bahut khush hu…aisa lag raha hai Sir se koi bahut bada bojh utar gaya ho…

Abhi - haan Tarika…mujhe bhi aisa hi lag raha hai…he speaks cupped her face in his hands…looking into her eyes…

Tarika hold his hands tightly nd blushing - Abhi…I love u…

Abhi smiles - I love u too jaan…nd he forward his face close to her face…she closes her eyes holding her breath nd he kiss gently on her forehead…

Tarika opens her eyes - Abhi…mujhe aisa lag raha hai sab kuch pehle jaisa ho gya hai…hum abb poori tarah se saath hain…aur hame koi alag nahin kar sakta…

Abhi - haan Tarika…aaj main bhi aisa hi feel kar raha hu…nd he hugged him tightly again in his arms…she place his hand on his chest nd closes her eyes...

Tarika' POV - itne dino main kitna kuch ho gya…pehle Abhi ne mere saath wo sab….nd she stop with heavy throat…aur uske baad ye…jo bhi hua usme hum dono ki hi galti thi…lekin maine maaf kardiya Abhi ko…ek galti to har insaan ko maaf hoti hai… khair all is well if end is well…main bhi koshish karugi ke dobara hamare beech aisa na ho jaha ek doosre ke ahem ko thes pahunche aur baat is had tak badhe….

Abhi's POV - Tarika ne mujhe maaf bhi kar diya tha…lekin phir bhi dil mein ek baat kaanta banker chubh rahi thi ke main apni jaan ko itni takleef di hai…main nazren nahin mila pa raha tha Tarika se… lekin aaj mujhe meri jaan wapis mil gaye jiske dil mein mere liye abb shayad nafrat nahin hogi…main poori koshish karuga Tarika ke dil aur dimaag se wo dar hatane ki…use wo sab yaad hi nahin karne doonga…

At 9pm -

Abhi nd Tarika finish their dinner in restaurant…dn than came back to their room…change their clothes dn than watching movie sitting on sofa…in their night dresses….still hesitating getting close to each other…

Abhi looking at Tarika who was sitting besides him with little gap between them…

Khoobsoorat hai wo itna…saha nahin jata….kaise hum khud ko rok le raha nahin jata….

Abhi move bit close to her …she feel little awkward…dn look at him…

Abhi wrap his arm around her nd turn her face towards him - Tarika… relax…Tarika smiles…

Chaand mein daag hai ye hum lekin….raat bhar dekhe bina usko raha nahin jata…

Abhi place his hand on her cheek nd move towards him nd cupped in his hands…

Tarika hold his hand nd her hearbeat become fast on his touch…he move his face close to her dn touch her lips lightly…she immediately hold his shirt…he than kiss her with passion…nd seprate after sometime till they r out of breath…

Jo mera ho nahin payega…is jahaan mein kahin….rooh banker miluga usko aasmaan mein kahin….

Abhi look into her eyes….she blushed nd turn her eyes downward…

He place his hand on her back nd make her lie on sofa…she lie hesitatingly…he leaned over her…nd place his hand on her shoulder dn

She feels uncomfortable nd her face expressions changes into fear…Abhi understands nd get over from her gently…Tarika too get up with tears in her eyes…

Pyar dharti par farishton se kiya nahin jata…khoobsoorat hai wo itna saha nahin jata…

Abhi place his hand on her cheek nd smile…she too smiles…Abhi pat her cheek - its ok Tarika…sab theek ho jayega…

Aankh mein kaid kiye baitha ik haseen lamha…jab main is neend se jaaguga toooo… dillll tootega…

Tarika nodded her head in yes dn turn her face downward - Abhi hugged her tightly nd rub his hand don her back – sone chale Tarika…subah jaldi niklna hai…

Tarika - hmmm Abhi…sote hain…nd she get up…

Abhi - aa ek minute…he hold her hand…

Tarika look at him - kya hua Abhi…

Abhi bent little nd pick her up in his arm…

Tarika - Abhiiiii…nd she wrap her arms around her neck…

wo mujhe khwab koi kyu dikha nahin jata….khoobsoorat hai wo itna saha nahin jata….…

Abhi move towards bed nd make her lie there dn than cover her properly with blanket…kiss on her forehead nd than lie beside her…she move towards him nd place her head on his chest…nd they sleep hugging each other….

Next morning -

They check out with bitter dn sweet memories nd left for Mumbai with happiness on their faces….

Author's note -

So guys this was THE END of this story…hope u like it…and many thanks to all of u who supported me during this nd encourage me to write more and more…love u all…take care.

Kd.